Friday, March 27, 2009

Main Janati Hun

Patahn duzakh se nikla aur chupkay say janat me ghusa.

Farishtay nay pakar liya to pathan bola:

"Main janati hun, dozakh main gul khan ko naswar dainay gaya tha".