Monday, March 16, 2009

Chor ki saza

Pakistani to American:
Tum choron k sath kya Salook karte ho?

American:
Hum unke sath bohat acha salook karte hain. Un k khany peeney ki her cheez ka khayal rakhte hain.

Pakistani:
Ye to kuch bhi nahi, Tum abhi hum se bohat peechay ho.
Hum to choron ko President ya governer bana dete hain.

Jin hoon..........

JIN: kya hukam hai mera aaqa

Aaqa: Mulk ka sara maal mere account main dal dal doo.

JIN: Main jin hoon Zardari nahin ..............

Postal Stamp

Pakistan Post Office ne ASIF ZARDARI ki tasveer walay Stamp jari kardiye hain!

Awam pareshan hain K thook kis taraf lagaya jaye

Petrol Collection

Taalbaan have kidnapped ZARDARI and
demanded $50000000 otherwise they will Burn him with Petrol

Plz Donate!!!. I have donated 5 Liters PETROL!…

Zinda Hay........

Bhutto Marr Gya
Lekin Zinda Hay Bhutto Zinda Hay

B B Marr Gai
Lekin Zinda Hay B B Zinda Hay

Ya Allah PPP Ko Ek Or Nara Ata Farma

Zinda Hy Zardari Zinda Hay

Awaam ki bari....

HoHaHaHaHaHaHa

Main Hon ASIF ZARDARI!

Main Hon ASIF ZARDARI!

Pehle Biwi Maari

Ab Awaam Ki Hai Bari

Azaab Hoon

Once A Molvi Went To ZARDARI And Said,
“Makhlooq Ko Mat Tang Kya KaroWarna ALLAH Ka Azaab Aay Ga…”

ZARDARI Said,
“Bholay Badshao, Tang to Musharaf karta tha, Main Hi To Azaab Hun…”

2 Thappar

Baap:Itne kum marks..?? 2 thappar lagne chahiyen.!!

Beta: Han papa!mein nay to us kameenay mastarka ghar bhi dekh liya hay…!!

Student Life

Movie titles related to students:

exams - socha na tha,
classes - kabhi kabhi,
question papers - na tum jano na hum,
copying - yaarana,
maths - mission impossible,
environmental sciences - pyar mein kabhi kabhi,
1st semester - kuch to hai,
2nd semester - yeh kya ho raha hai,
distinction - kal ho na ho,
1st class - raju bangaya gentleman,
2nd class - dil mange more
fail - phir milenge

Na Roya Jayee....

Na waqt itna k sallybus pura kia jaye
Na tarkeeb koi k exam pass kia jaye

Na jane kon sa dard dia hy is parhai ne
Na roya jaye aur na soya jaye

I'll Study

A student grabbed a coin, Flipped it in the air & said,
“Head, I go to sleep.”
Tail, I watch a movie.
If it stands on the edge I’ll study

Gharee ka haq

Ager tum kisi ghareeb ko
us ka haq nahi dila saktay.

to jo us k pass he wo b cheen lo

Hazrat Allama Asif Zardari

Kutta Mar Gaya

Zardari ki car ka nichay kutay ka bacha aa gya,
Driver say zardari nay bola ka maloom kroo kis ka hai
Driver thori dair main wapas aya aur bohat say har galay main dalay thay
Zardari: aray kia hoa
Driver: Main nay logoon say bola kay main Zardari ka driver hoon aur kutay ka bacha mar gaya hay, logon nay yeh unhoonay sun kar mujhay haar pehna deye

Phullan Wali Kurti

Usay kaha tha k 1 meter kapra zayda le lo Faraz
ab kehti hy "meri phullan wali kurti hoi wakhiyan to tang wa…………"

Tumhare Pass Kia Hay

Indian PM to Zardari:
"meray pas bipasha hay, karina hy, malika hy, ashwariya hai,
tumhare pass kia hy"
Zardari:
"mery pass mera flat hai, sab ko le aao"

Dekha to Aisa Laga..........

Zardari ko dekha to aisa laga::

Jese khana kharab,
Jese total azaab,
Jesey aadee faqeer,
Jesay murda zameer,
Jese Naasoor ho koii sartaa howaa,

Ek zardari ko dekha to aisa laga,
Jese bijli ka taar
Jese khanjar ki dhaar,
Jesey dozakh ki aag,
Jesey zehrila naag,
Jese garmi ki dhoop

Kuttay Ki Dum

Tum Zardari ko kuch mat kehna Faraz
Kuttay ki dum kabi seedhi nahi hoti

Email ya Blackmail

Nawaz: Zardari bhai aap ne mje apna e-mail adress nahi diya
Zardari: Nawaz bhai mera koi e-mail adress nahi, haimra b-mail adress hai Black-Mail

Pyar hai

Mujay us shakhs se bohat pyar hai FARAZ,
jo masjid mei kehta hai "rozay daro roza khol lo."

SIM Change

1 sardaar ko TELENOR mein operator ki job mil gai,
pehli hi din call aei,
“sir ! meri TELENOR ” ki sim block ho gai hai”
sardaar: "te saaleya tu U FONE di sim le la."