Zardari ki car ka nichay kutay ka bacha aa gya,
Driver say zardari nay bola ka maloom kroo kis ka hai
Driver thori dair main wapas aya aur bohat say har galay main dalay thay
Zardari: aray kia hoa
Driver: Main nay logoon say bola kay main Zardari ka driver hoon aur kutay ka bacha mar gaya hay, logon nay yeh unhoonay sun kar mujhay haar pehna deye