Monday, March 16, 2009

Dekha to Aisa Laga..........

Zardari ko dekha to aisa laga::

Jese khana kharab,
Jese total azaab,
Jesey aadee faqeer,
Jesay murda zameer,
Jese Naasoor ho koii sartaa howaa,

Ek zardari ko dekha to aisa laga,
Jese bijli ka taar
Jese khanjar ki dhaar,
Jesey dozakh ki aag,
Jesey zehrila naag,
Jese garmi ki dhoop