Monday, June 15, 2009

4 Batain

1 bazurg ne 50 saal books ka Mutaleya kia or un mai se sirf chaar Baaten apney liye muntakhib kin..

1- Allah k diye huve pe razi reh warna koi or maalik talash kr jo us se be ziyada de.

2- Jin baton sy Allah ne mana farmaya un se ruk ja warna Us k Kainat se bahir chala ja.

3- Agar gunah krna chahta hy to aisi jaga talaash kr jahan Allah na dekh sky warna mat kr.

4- Allah ki ibadat kr warna us ka diya huva rizq be mat kha