Tuesday, March 17, 2009

RACE

Aik jahaz ka engine kharab ho gaya sub nay parashute le kar jump laga dia. Akhir main 1 admi reh gia us ka liye parashute na bacha. Us nay majboran waisay he jump laga dia. Parashut na honey ki waja se woh tezi sey nicha aaya.

Aik sardar nay usay teezi se jatay hoye dekha to apan parashot choor dia aur bola
"Saday naal raisaan"