- Darood pak sari nafal ibadaton sy afzal hy.
- Darood pak prhnay walay ka gunah teen (3) din tak farishtay nhi likhtay.
- Darood pak ki kasrat krnay walay ko qabar mein na matti khaye gi na keeray.
- Darood pak fatuhaat ki chaabi hy.
- Darood pak ki kasrat aarzuon k hasil krny ka zariya hai