Monday, April 6, 2009

Shaitaan ka Challenge

"Jab shaitaan mardud ho gaya to us ne kaha k ae rab! teri izat ki kasam.
Mein tere bandon ko hamesha behkata rahun ga. jab tak unki rohen un ke jismon me rahen ge.

Allah Rabul Izaat ne Irshad farmaya,
Muje kasam ha apni izat o jala ki, jab tak wo muj se astagfaar karte rahen ge.
Mein ukno bakhshta rahun ga."