- Allah dey kar bhi azmata hai, ley kar bhi azmata hai
- Gharib admi roti k leye dorta hai, ameer roti hazam karnay k leye.
- Gunah mai lazzat zarur hay, magar sakun nahi
- Baat alfaaz ki nahi lehje ki hoti hay
- Kisi k bare mein bura na soocho. Ho sakta hay k wo Allah ki barga main tumse behtar ho.