Tuesday, April 7, 2009

Tera Pakistan Hai

“Na mera Pakistan hai na tera pakistan hai,
Ye us ka pakistan hai jo sadr_e_pakistan hai,

Jis ki bari dukaan hai sab chori ka saman hai,
Jo bara be’eman hai wo Sadr-e-pakistan hai,

Jitne oske Wazeer hain wo Saary Be Zameer hain,
Jo Sab se Bara shaitan hai Wo Sadr-e-pakistan hai.