Hum khushbu k sodagar hain,
Or sacha soda karte hain...
Jo kharidar ho pholon jaisa,
to bin damoo bik jate hain...
Hum sheher-e-wafa k logon ka,
tum hal bhala kya jano,
hum dil ki bat chupatay hain
aur ansu tak pi jate hain...
Jo pyar kary hum sa sacha...
Hum us per mar mit jate hain.