Tuesday, May 26, 2009

Khana Kaba

Khana Kaba ki bulandi 54 feet 9 inch hai.

Khana Kaba ko tameer hue takreban 4 hazar saal ka arsa ho chuka hai.

Khana Kaba 5 paharon ke pathron se tameer kya gya hai.

Khana Kaba ki chat mai kul 80 kandilen hain. .. OR..

Khana Kaba k ghulaf ki lambai 54 meter hai.