Wednesday, March 18, 2009

Sadar Bana do

Wakeel : Jedge sahab

is mujrem ney apney saley ko mara,
Is ney apni biwi Ko mara,
is ney beshamar chorian ki,
is ney beshamar gareebo ka khun piya

Ab app hi bataein is ko kya saza di jaye?

Jadge : Isey Mulk ka Saddar bana do